Breaking News
Loading...
Monday, July 12, 2010

5:49 AM
� �ALLAH kitna Kareem aur Meharban hai,
Tmhari Ibadat aur Tqwa tumhare chehrey se zahir karta hai,
Magar�
Tumhare Gunah dUsron se chupata hai�.


****************************************************

� �OLAD-e-ZEHRA s.a ki Shan kitni hay- MOHSIN ..
K Qayamat Ruki hui hai ek Farzand-E-ZAHRA s.a k liye�.


*******************************************************

� 4 Khubsoorat baten..!
1) Zalim k Zulm se nahi Balky Sabir k Sabar se Daro,
2) Zaruri nahi jo Khoobsurat ho wo Khoobseerat Bhi ho,
3) Aitebar ko Apna Khayal nahi who kisi ka khayal nahi rakh sakta,
4) Kisi ko Parkho mat kyun k Ia se Rishta Kamzor hajata hai.

********************************************************

� �Khuda Wanday Alam Galiyan baknay walay Badzuban Shakhs say Nafrat karta hai�. Imam Muhammad Baqar a.s Ref: Usool-E-Kafi,Jild 2,Page 324.

*************************************************************

� �Agar jism Maut k liye banaya gaya hai to phir ALLAH ki Raah main Shaheed hona sab se behtar hai�. imam Hussain a.s

**********************************************

� �Seena Zani� �
Matam-E-Hussain a.s & SCIENCE RESERCH:- Science ki Tekqeeq k Mutabik,
7 Martaba Seenay par Haath Marnay se Insan k Dil ki Nassain Bund Honay se Maut ho sakti hai..
Azizo!!
Aqeedat ka kamal tou Dekho !!
Hussain a.s k Ghum mai Musalsal Shadeed Seena Zani mai Aaj tak kisi k MAUT ki Khabar tak nahi aai�

*******************************************************************************

� Hazrat Luqman ki Nasihat apnay betay say: Ay betay� kisi Orat k peechay chalay janay k bajaye kisi Sher k peechay chale jana behtar hai,
Isliye k Sher palat aya to Jaan chali jaye gi..
Magar Orat palat aai to Emaan chala jaye ga.


***********************************************************

� �Hasad Naikiyo�n Ko Mitaany WaLa & Khuda Ko N�araaz karny WaLa Gunaah hy, Waldain ki Na-Farmani QiLat-e-Rozi & ZiLLat ka Sabab hy�. iMaM ALI NAQI a.s

******************************************************

0 comments:

Post a Comment

 
Toggle Footer